Showing posts with label Islamic Images. Show all posts
Showing posts with label Islamic Images. Show all posts

Monday, 13 June 2016

Ramadan Kareem Images with Ramdan Hadith for FB


Rasool Akram (S.A) ny farmaya:-
Jo Ramzan k rozy rakhy aor phir us k baad shawal main 
(6) rozy rakhy to yeh hamesha rozaa rakhny ki maanind hai.



Hazrat Abu Hurera (R.A) farmaty hain keh,
Rasool Akram (S.A) ny irshad farmaya:-
Jo shakhs bila azar Ramzan ka aik roza bhi chory to 
zamany bhar k rozy us ko kafi na hongy.



Hazrat Zaid Bin Khalid (R.A) sy riwayat hai:-
Rasool Akram (S.A) ny farmaya:-
Jis shakhs ny kisi roza daar kaa roza aftaar krwaya to 
us k liye us roza daar ki masal e ajar hai aor rozy daar 
ky ajar sy bhi kuch kami nahi ki jaye gi. 
(Tirmazi, Hadees Hassan Sahii Bukhari).



Rasool Akram (S.A) ny farmaya:-
Beshak jo shakhs Allah Taalaa k liye aik din ka bhi 
roza rakhy to Allah Taalaa us ko dozakh ki aag 
(70) baras ki musafat k barabar door kr deta hai.



Rasool Akram (S.A) ny aik aadmi ko hukam farmaya:-
Jis aadmi ny Ramzan main roza tor liya to usy chahiye 
keh woh aik ghulam ko aazad kry, do maheenon k rozy 
rakhy yaa saath (60) maskeenon ko khana khilaye.



Aik shakhs Rasool Akram (S.A) k pas aaya aor bola:
Yaa Rasool (S.A) mainy roza main bhool kar kha pee liya. 
To Aap (S.A) ny farmaya tujhy Allah Ny khilaya pilaya.



Rasool Akram (S.A) ny farmaya:-
Sehri khaya kro kiyon keh sehri k khany main barkat hai, 
aor yaqeenan Allah aor us k farishty sehri khany walon 
par darood bhejty hain.



Hazrat Abu Hureraah Sy riwayat hai keh 
Rasool Akram (S.A) ny irshad farmaya:
Keh jis shakhs ny Imaan k jazby sy aor talb e sawab 
ki niyat sy Ramzan ka roza rakha, to us ky pichly 
gunahon ko bakhshish ho gai. 
(Bukhari o muslim, Mashkaatu).


Friday, 8 April 2016

Jumma Mubarik Hadees with Islamic Pictures


Rasoolallah (S.A) Ny Farmaya:-
Gunaahon Sy Toaba Krna Aisa Hai Jesy 
Us Ny Gunaah Kiya Hi Na Ho.




Hadees e Nabvi:-
Aap (S.A) Ko Jab Koi Mushkil Darpaish Hoti 
To Aap (S.A) Foran Nimaz Ki Taraf Mutawajjah Ho Jaty.




Rasoolallah (S.A) Ny Farmaya:
"Tumhary dinon main sab sy ziyada fazeelat wala din 
JUMMY ka hai, pas tum us din mujh par 
kasrat sy darood bheja kro, is liye keh 
tumhara darood mujh par paish kiya jata hai".




Rasoolallah (S.A) Ny Farmaya:
"Jo shakhs musalsal 3 JUMMAA ki Nimaz susti 
k sabab chory ga ALLAH TA'ALAA 
us k dil par mohar laga dy ga".




Rasool Akram (S.A) Ny Farmaya:
Jo Shakhs Jumaa K Din Mujh Par 200 Martaba 
Darood Parhy Ga Us K 200 Saal K Gunaah 
Muaaf Kr Diye Jayen Gy.




Rasoolallah (S.A) Ny Farmaya:
Musalmano! ALLAH ny JUMMAA k din ko 
tumhary liye EID ka din banaya hai. Jo shakhs 
NIMAZ E JUMMAA k liye aaye to usy 
chahiye keh ghusal kr ly aor ho saky to khushbu 
bhi lagaye, aor MISWAAK ka ahtmaam zrur kry.




Rasoolallah (S.A) Ny Farmaya:
"Jo mujh par aik baar Darood e Paak bhejy aor 
woh qabool ho jaye to ALLAH us k 
80 bars k gunaah mitaa dy ga".



Tuesday, 14 July 2015

Chand Raat Greeting Cards with Chaand Raat Hindi Text Messages


"Bin Dekhy Usy Yaa Rab, Yeh Eid Na Guzry,
  Kar Paida Koi Aisa Sabab K Eid Na Guzry,
  Dunia Ko Dikhaya Hai Ik Chaand Jo Tu Ny,
  Mujhko Bhi Dikha Dy, K Yeh Eid Na Guzry...!!!" 

-: Chand Raar Mubarak :-




"Chand Aya Hai Nikal Geya Har Simat Ujaala 
   Hoga, Mahfil-e-Eid Ka Manzar Dilkash Nirala 
   Hoga, Tum Jo Aa Jao Ay Janaab-E-Mann 
   Rang-E-Eid Daikhny Walaa Hogaa...!!!"

-: Chand Raar Mubarak :-




�Chaand Raat Mubarak Ho Is Dua K Sath K Allah   
  Ta`laa Aap Ki Zindgi Ki Har Khahish Har Tamanna
  Har Aarzoo Har Khushi Har Duaa Puri Kary. Aameen...!!!�

-: Chand Raar Mubarak :-




"Log Eid Ka Chand Denkhny Ki Koshish Kar Rahy Hein
    Ap Kab Apny Kamry Sy Bahir Azo Gy.. Ta`k Aap Ko 
Dekh Kar Logon Ka Intizar Khatam Ho Jaye,
     Aor Main Aap Ko Tahe-Dil Sy Kahoon.. Eid Mubarak...!!!"

-: Chand Raar Mubarak :-




"Guzar Chali Thi Dabay Paoon Shaam-e-Eid,
   Khayaal-e-Yaar jo Aya To Aankh Bhar Ai�!!!"

-: Chand Raar Mubarak :-




"Dakho Chand Raat Aai Hai Sath Khushian Hazar 
   Lai Hai Tum Chaly Aao Aik Lamhy Ko Hum Bhi 
   Manein Keh Eid Aai Hai Chand Bhi Aaya Chand 
   Lamhon Ko Jesy Tum Ny Jhalak Dikhai Hai...!!!"





"EID Ka Chand Dekhna Hai To Neechy Dekho,
   Mein Ny Bohat Koshish Ki Hai Mobil Mein Aany,
   Ki� Sorry.. Aap Chand Nahi Dekh Saktay, 
   Any Wayz EiD MubArAk...!!!"


-: Chand Raar Mubarak :-




"Subah Jab Bhi Nikhar Dekhna, Shaam
Jab Bhi Bahir Dekhna Raat Ko Tanhai
Mein Taary Jab Bhi Har Bar Dekhna Piyar
Ko Sada Abaad Rakhna Piyar Ko Eid Ky 
Lamhon MainYaad Rakhna...!!!"

-: Chand Raar Mubarak :-




"Eid Ly Kar Aati Hai Dhair Sari Khushian,
   Eid Mita Deti Hai Insaan Main Duriaan,
   Eid Hai Khuda Ka Aik Nayam Tabaruk,
   Isi Liye Kehty Hein Sab Eid Mubarak...!!!"


-: Chand Raar Mubarak :-


Monday, 13 July 2015

Chand Raat Mubarak SMS Meesages with Chand Raat Pictures


" Raat Ko Nayaa Chaand Mubark Chaand Ko 
Chandni Mubark Falak Ko Sitare Mubark 
Sitaron Ko Bulandi Mubark Or Aap 
Ko Humari Tarf Sy Chand raat Mubarak...!! "


-: Chaand Raat Mubarak :-


" Tohfa Duaaon Ka Tumhein Ponhche Mera 
Sada Rahy Tumhary Gird Khushion Ka 
GheraMusarratein EID Ki Tumhein 
Mubark HoonTumhari Zeest Mein Na 
Aye Kabhi Ghamoon Ka Phaira...!! "


-: Chaand Raat Mubarak :-



" Chand Eid Kaa Nazar Aaya Hay, Mubaarak Ho Sab Ko Din 
Eid Kaa Aya Hey.. Kro Shukar Adaa Us Oopar Walay Ka.. 
Ki Jis Ney Yah Jahaan Niaamaton Se Sarabar Bane Hein...!! "


-: Chaand Raat Mubarak :-



" Chupky Sy Chand Ki Roshni Chhoo Jaye Ap Ko Dhiray Sy Yeh Hawaa Kuch Keh Jay Ap KoDil Se Jo Chahte Ho Maang Lo KHUDAA Sy Hum Dua Karein Gay Keh Woh Mill Jaye Aap Ko...!! "

-: Chaand Raat Mubarak :-



" Tu Meri Duaon Main Shamil Hai Is Tarah...
Phuloon Mein Hoti Hai Khushboo Jis Tarah..
Allah Tumhari Zindgi Mein Itni Khushiaan De..
Zameen Par Hoti Hai Baarish Jiss Tarah�!! "


-: Chaand Raat Mubarak :-




" Udhar Sy Chaand Tum Dekho, Idhar Sy Chaand Hum Dekhein,
Nigahain Is Tarah Takraaein Keh Do Diloon Ki Eid Ho Jaye...!! "


-: Chaand Raat Mubarak :-




" Raat Ka New Chand Mubark Chand 
Ko Chandni Mubark Falak Ko Stars Mubaark Star Ko Bulanddi Mubark Aor Ap Ko Humari Taraf Sy Chand Raat Mubarak...!! "


-: Chaand Raat Mubarak :-



" Is Sy Pehly Keh Chaand Raat Ki Shaam Ho Jaye, 
Mubark Baad Ka Silsilaa Khatam Ho Jaye, Bheed 
Main Shamil Hamara Nam Ho Jaye...!! " 


-: Chaand Raat Mubarak :-



" Raat Ka New Chand Mubark Chand 
Ko Chandni Mubark Falak Ko Sitaron Mubaark Sitaron Ko Bulanddi Mubark...!! "


-: Chaand Raat Mubarak :-


Wednesday, 17 June 2015

Ramzan Kareem Wishes and SMS Messages with Ramzan Images


Islam Is A Message Of Honesty. We Are Not Here In This 
Country To Be Receive, We Are Here To Be Treasure.




May The Saintly Allah Bless You With Quiet And  Boyant Life 
Round The Year.




Our Jih�d Is Combat Our Own Posite And Our Contradictions Are Good Because They Respectful Us Before Allah.




Ramadan Is A Month Of Allah Whose Beginning Is Charity 
Whose Halfway Is Absolution Whose End Is Margin From Fire.





It�s A Time of Likeness. Its A Moment Of Purification. Allah 
Sees All Things. And Honour Greatly.





The Good Is Always Animation  Good In Any State, What So 
Ever Is The Cause Of The Good.






The Muscle Of The Tree Is Not The Observable Part. The Strength Is Interior, Its The Roots Of The Tree



Tuesday, 16 June 2015

Ramzan Mubarak SMS Messages with Ramzan Wallpaper


May This Ramadan Bring In You The Most Blazing And 
Premier Happiness And Love You Have Ever Wished For.




May You Remain Happy All The Time Whatever Of Any Point.




May Your Days Be Happy Peace And Joy To Add Its A Long Month Trip But Filled With Rapture.




As You Diet And Offers Prayers To Allah, May You Find Your Peace And Happiness.



May The Wraith Of Ramadan Stay In Our Heart And Light our Fervour From Within.




Verily Allah Does Not Look Around Your Bodies Nor Towards Your Aspect. But He Looks Towards Your Hearts.




That Time Of The Year Has Come. A Month To Regret From Our 
Wrong-Doings And Sin. May All Of Us Find Silence On This Ramadan.




As You Fasts And Offers  Prayers To Allah May You Find 
Your Peace And Pleasure.




Today I Pray That Pleasure Be At Your Door May It Thump Early Stay Late & Leave The Gift Of Allah's Peace, Love, Delight & Good Health Beyond.




May The Light That We observe At Ramadan Show Us The Way And Lead Us Straight On The Path Of Peace And Social Coordination.